Sapanon Mein Aane Waale Galiyon Mein Aa Ja Ek Baar
sapanon mein aane waale – 2
galiyon mein aa ja ek baar
galiyon mein aa ja
aa ja
galiyon mein aa ja
chilaman se chhupake-chhupake
chori se chup ke chup ke
karati huun tera intazaar
karati huun tera
tera
karati huun tera intazaar
sapanon mein aane waale – 2
galiyon mein aa ja ek baar
galiyon mein aa ja
aa ja
galiyon mein aa ja
(kwaabon mein dekha tujhako
hansate-hansaate huye) – 2
(naazuk se dil pe mere
bijali giraate huye) – 2
aajaa-aaja beraham – 2
tujhako meri hai qasam
aaja aaja beraham
tujhako meri hai qasam
dekhe bin aaye na qaraar
dekhe bin aaye
aaye
dekhe bin aaye na qaraar
sapanon mein aane waale – 2
galiyon mein aa ja ek baar
galiyon mein aa ja
aa ja
galiyon mein aa ja