Lyrics of song

Sapna Yahi Hain Mera

sapna yahi hain mera apna aankhon mein jo hain sapna
yahi hain mera apna yahi hain mera sapna
aaa…
zindagi har pal nayi zindagi
subahein nayi shaamein nayi
har din nayi roshni
sapna yahi hain mera apna aankhon mein jo hain sapna
aaa…
raat din khushiyo ka mausam rahe
dildaar ke deedar se rangeen aalam rahe
woh main jise chahu woh chahe mujhe
jab bhi miley aaise miley mujhse churaye mujhe
har fiza phoolo se hasti hui
barse ghata jhoome pavan
chandi barasti hui
hooo ashiqui masti bhari aashiqui
aake miley raahe saje
dil mein rahe dilbar
zindagi har pal nayi zindagi
subahein nayi shaamein nayi
har din nayi roshni
ho o o
zindagi har pal nayi zindagi
subahein nayi shaamein nayi
har din nayi roshni
sapna yahi hain mera sapna

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *