Lyrics of song

Sargarmiyaan Ho

(Sargarmiyaan Saanson Mein Hai O Hamnava Kis Kadar – 2
Bhatkaav Par Dil Hai Mera, Baahon Mein Aa Humsafar
Sargarmiyaan Ho, Sargarmiyaan Ho) – 2

Aankhon Mein Kuchh Likha Hai, Padh Jara Le Woh Deewaane
Yeh Berukhi Hai Kis Liye, Aa Jaa Baahon Mein
Chaahat Ke Ban Jaane De, Banate Hai Jo Fasaane
Dil Na Jala Jaane Wafa Aa Ja Baahon Mein
Sargarmiyaan Ho, Sargarmiyaan Ho
(Sargarmiyaan Saanson Mein Hai O Hamnava Kis Kadar) – 2
Bhatkaav Par Dil Hai Mera, Baahon Mein Aa Humsafar
Sargarmiyaan Ho, Sargarmiyaan Ho

Raks Hai Dil Mein Barma Sa, Lamha Yeh Kaisa Aaya
Dil Ka Mere Aalam Yeh, Pehale Toh Na Tha
Sar Se Lekar Paanv Tak, Kaisa Nasha Hai Chhaaya
Aisa Mera Haal Kabhi Pehale Toh Na Tha
Sargarmiyaan Ho, Sargarmiyaan Ho
(Sargarmiyaan Saanson Mein Hai O Hamnava Kis Kadar) – 2
Bhatkaav Par Dil Hai Mera, Baahon Mein Aa Humsafar
Sargarmiyaan Ho, Sargarmiyaan Ho

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *