Lyrics of song

Sharma Na Yun Ghabra Na Yun

sharma na yun ghabra na yun parda kiye yeh raat hain – 2
tarana dhadkan ka na seene mein daba
na koi jaanega yeh aapas ki baat hain, hai na
sharma na yun ghabra na yun parda kiye yeh raat hain
tarana dhadkan ka na seene mein daba na daba, na daba
na koi jaanega yeh aapas ki baat hain, bolo na
sharma na yun ghabra na yun parda kiye yeh raat hain

hm chup kyon ho nahi toh, khoy ekhoye se kyon ho nahi toh
phir kutch bolo na kya bolu
(khoya khoya kyon hain har khushi hain teri
phool se jism ki taajgi hain teri) – 2
yeh tohfaa gulsahn ka na paake yun gawa
ke ab jo bhi ahin sab tere haath hain, hain na
haa sharma na yun arey na na ghabra na yun parda kiye yeh raat hain

tum nahi piyogi main nahi peeta
sirf ek ghoot sirf ek ha meri khaatir, aapki khaatir
(pyasa pyasa kyun hain aisah ka jaam le
main tuhje thaam lyuu tu mujhe thaam le) – 2
bahana bholepan ka banake na sata na sata
ke badi mushkil se phir aati yeh raat hai, bolo na
sharma na yun ghabra na yun parda kiye yeh raat hain
tarana dhadkan ka na seene mein daba na daba
na koi jaanega yeh aapas ki baat hain, bolo na
sharma na yun arey re ghabra na yun parda kiye yeh raat hain

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *