Lyrics of song

Sitaron Ki Mehfil

Sitaaron ki mehfil mein goonjega tarana,
Ki hothon pe aaya hai dil ka phasana,
Arre dil ne, dil ko pukara……
Lo main aaya, milne dubara……
Manzil…….pyar tumhara, mein hoon sagar, tum ho kinara,
Ajab shaam hai yeh pyar ki, pehlu mein sabke yaar ki,
Ajab raat hai jajbat ki, dil mein pyaar hi pyaar hai
Yeh pyaar tumhara, yeh pyaar hamara, hai khoob nazara
Zamana usi ka hai sara zamana,
Ki jisne bhi seekha pyar nibhana,
Arre dil ne, dil ko pukara…..lo mein aaya, milne dubara….
Kadam aaye hain, us mod pe, hum tum hain yahan samne,
Nazar se nazar, bharne ab lagi, baatein badhe hi, raaz se,
Yeh raaz tumhara, yeh raaz hamara, kare hai kya ishaara………
Nishane pe dil hai, ki dil pe nishana,
Deewana hai apni hi, dhun mein deewana,
Arre dil ne, dil ko pukara…..
Lo main aaya, milne dubara

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *