Lyrics of song

Sochta Hoon Main Khel Yeh Kya Hai

Sochta Hoon Main… Khel Yeh Kya Hai

Anjaana Sa… Khel Yeh Kya Hai
Khel Yeh Kya Hai… -2

Sochta Hoon Main… Khel Yeh Kya Hai

In Saaji Ke…. – 2
Paata Kya Hai, Sadiyo Se Ye Raaz Chhupa Hai

Sochta Hoon.. Main… Khel Yeh Kya Hai – 2

(Hasana Rona Gaana Kya Hai..
Uthana Girna Paana Kya Hai..) – 2

Bando.. Ko Manvaana Kya Hai….. – 2

Jina Sach Hai.. -2
Ya Ek Sapna, Sadiyo Se Ye Raaz Chhupa Hai

Sochta Hoon Main… Khul Ye Kya Hai – 2

(Ye Din Raat Ka Fera Kyon Hai…,
Dharati Rain Basera Kyon Hai) – 2

Tan Pe Umrr Ka Dhera Kyon Hai….. – 2

Pal Pal Badhati… -2
Umrr Ghate Kyon, Sadiyo Se Ye Raaz Chhupa Hai

Sochta Hoon Main… Khul Ye Kya Hai.. – 2

(Preet Ka Taana Paa..Na.. Kya Hai
Rishto Mein Uljhaana Kya.. Hai) – 2

Khud Ko Hi Tadpaana Kya Hai….. – 2

Aankh Mein Aansu… -2
Kyon Aate Hai, Sadiyo Se Ye Raaz Chhupa Hai

Sochta Hoon Main.. Khul Ye Kya Hai
Anjaana Sa… Khel Yeh Kya Hai

Khel Yeh Kya Hai… -2
Yeh Kya Hai, Sochta Hoon Main… Khel Yeh Kya Hai

In Saaji Ke… -2
Paata Kya Hai, Sadiyo Se Ye Raaz Chhupa Hai

Sochta Hoon Main Khel Yeh Kya Hai, Khel Yeh Kya Hai

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *