Lyrics of song

Sote Sote Sapna Aaya

ssote sote sapna aaya, sapney mein woh thee
Usne chua humko, kya yeh such hain ke nahin
Kya tumko khabar hain, yeh dil besabar hain
Yun karke bahana, chod na jaana,
Jaan lega meri, sharmana tera, muskurana tera
Sote sote sapna aaya, sapne main wo thi

Jaane kyun yeh dil ne kahan, Pyar ki subah ho gayi
Chup reh ke bhi sab keh diya, Yeh kaisi ada ho gayi
Par jab wo aayega, Khud jaan jayega tu
Ke teri marzi hai kya, Ab yeh mujhko bata,
Mere jeene ka bahana koi aur nahin
Sote sote sapna aaya, sapne mein wo thi

Tanhaii mein tanha, khud se kehta rehta hun
Ab aa kar na tum jaaogi, sochta rehta hun
Ehsaas tumhara, andaaz hamara, aisa ab tak to kuch bhi nahin hain,
jaan lega kaise sharmana mera, muskurana mera)
Sote sote sapna aaya, sapne mein wo thi

Humne jab kahan kuch nahin, kyun aisi tamanna karin
Man mera to maane yahin, tu hain aur koi nahin,
Apna iraada to aisa nahin
Ke dil se badhkar hain kya, aisi zid bhi hai kya,
mere jeene ka bahana koi aur nahin

Sote sote sapna aaya, sapne mein wo thi
Usne chua hamko, kya yeh sach hain ke nahin
Kya tumko khabar hain, yeh dil besabar hain
Yun karke bahana, chod na jaana,
Jaan lega meri, sharmana tera, muskurana tera

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *