Lyrics of song

Soutan Ghar Na Jao

Ghazab Kiya Tere Waade Pe Aitabaar Kiya
Tamaam Raat Qayaamat Ka Intazaar Kiya
(Sautan Ghar Na Ja O More Saiyaan) – 2
Sautan Ghar Na Ja, Bairan Ghar Na Ja O More Saiyaan
Sautan Ghar Na Ja O More Saiyaan

Khabar Na Thi Ke Hamen Ashqabaar Kar Doge
Hamaari Khushiyaan Kisi Par Nisaar Kar Doge
(Tod Ke Mera Pyaar Ka Sapana) – 2
(Na Ja Padun Main Tore Paiyaan, O More Saiyaan) – 2
Sautan Ghar Na Ja, Bairan Ghar Na Ja O More Saiyaan

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *