Lyrics of song

Subah Bhi Bekaraar Hain

subah bhi bekaraar hain, shaamein bhi bekaraar – 2
jaane hain kabse dilko mere uska intejaar
aakar mujhe deja mere hisse ka jo karaar

ummid hain kabhi toh ha kabhi toh, mera khwab khilega
ek din kahi se aake, aake, wohi shaks milega
muddat se hain nazar ko, mere iska intejaar
aakar mujhe deja mere hisse ka jo karaar
subah bhi bekaraar hain, shaamein bhi bekaraar

ab tak toh meri khwahish, khwahish banjar zameen hain
lekin na jaane kyon na jaane kyon mere dil ko yakeen hain
mausam koi chukar mujhe le jayega waha
aakar mujhe deja mere hisse ka jo karaar
subah bhi bekaraar hain, shaamein bhi bekaraar
jaane hain kabse dilko mere uska intejaar
aakar mujhe deja mere hisse ka jo karaar
subah bhi bekaraar hain, shaamein bhi bekaraar

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *