Lyrics of song

Sun Dilruba

Sun dilruba hai dil ki sada ha
aa pukare tujhe mehboob tera
mehboob tera
marr jaaunga ha main ho kar juda haa
aa pukare tujhe mehboob tera
mehboob tera

mujhe berukhi ki wajah to bata
khafa kyun hai tu iss tarah to bata
khata mujhse kab aur kahan ho gayi
mujhe tu woh din wo jagah to bata
sun dilruba hai dil ki sada haa
aa pukare tujhe mehboob tera
o mehboob tera

zamana kahe na deewana mujhe
za majnu ka de koi tazna mujhe
uthale na patthar kahi hath me
banaye na duniya nishana mujhe
marr jaaunga ha main ho kar juda haa
aa pukare tujhe mehboob tera
o mehboob tera

na maanunga main koi majbooriyan
nahi mujhko manzoor ye dooriyan
tu meri hai meri rahengi sada
nahi rok paayenga mujhko jahan
sun dilruba hai dil ki sada haa
aa pukare tujhe mehboob tera
o mehboob tera

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *