Lyrics of song

Tere Bin Jeena Nahi

(Tere bin jeena nahi
O meri jaan-e-wafaa) – 2
(Zindagi bhar, Saath reh kar
Mujhe hona nahi hai judaa) – 2
Tere bin jeena nahi
O meri jaan-e-wafaa

(Tu mili toh mujhe mil gayi
Zindagi ki har khushi) 2
Jism main hoon meri jaan hai tu
Bin tere main kuch nahi
Kahe kya sun zara
Aati jaati saanson ki sadaa

Tere bin jeena nahi
O meri jaan-e-wafaa
Zindagi bhar, Saath reh kar
Mujhe hona nahi hai judaa
Tere bin jeena nahi
O meri jaan-e-wafaa

(Zehn mein mere har ghadi
Tera hi khayaal hai) – 2
Tu nahi toh yeh khushiyan sanam
Jaise ik balaal hai
Aa bhi jaa, Aa bhi jaa
Sabra ka le yun intehan

(Tere bin jeena nahi
O meri jaan-e-wafaa) – 2
(Zindagi bhar, Saath reh kar
Mujhe hona nahi hai judaa) – 2
Tere bin jeena nahi
O meri jaan-e-wafaa

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *