Lyrics of song

Tere Pyar Mein Dil Deewana

tere pyar mein dil deewana hai tere pyar mein dil deewana – 2
(tere pyar mein dil deewana hai tere pyar mein dil deewana – 2
pagal hai iss pagal ko mushkil bada samjhana
dil deewana ye dil deewana) – 2
tere pyar mein dil deewana hai tere pyar mein dil deewana – 2

mujhako to bha gayi husna ki saadagi – 2
main bhi karti rahi ishq ki bandagi
chain aata hai dilruba teri surat ko dekh kar
tere khwaabon mein kho gayi ho gayi main to bekhabar
kuchh bhi ho meri nazaron se ab door kahi naa jana
dil deewana dil hai deewana
tere pyar mein dil deewana hai tere pyar mein dil deewana – 2

haath chhodu naa main apane dildaar ka – 2
mushkilon se mila mauka deedar kaa
bekhudi jo sataye to bekaraari se kaam loon
tere hoton ko choom loon aaja baahon mein thaam loon
aake gale lagale kehta hai mausam mastana
dil deewana dil hai deewana
tere pyar mein dil deewana hai tere pyar mein dil deewana – 2
pagal hai iss pagal ko mushkil bada samjhana
dil deewana hai dil deewana
tere pyar mein dil deewana hai tere pyar mein dil deewana – 2

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *