Lyrics of song

Teri In Adaaon Ne

Teri in adaaon ne
Teri in adaaon ne is dil ko ghaayal kar diya
Jeeye hum kis tarah jaanam – 2
Jeena hi mushkil kar diya
Teri in adaaon ne is dil ko ghaayal kar diya
Jeeye hum kis tarah jaanam
Jeena hi mushkil kar diya
Teri in adaaon ne
Zulfon mein tera chehra hai jaanam
Chaand badli mein jaise
Tu muskuraaye to maine jaana
Phool khilte hain kaise
O jaane jaan, sharma na aise
Mujhse nazar chura na aise
Teri in adaaon ne
Haai, teri in adaaon ne is dil ko ghaayal kar diya
Jeeye hum kis tarah jaanam – 2
Jeena hi mushkil kar diya
Teri in adaaon ne
Tere badan ki mastaani khushboo
Pyaar dil mein jagaaye
Har khwaab mera ho jaaye sachcha
Tu jo baahon mein aaye
Dil ki lagi dikhaaoon tujhko
Aa pyaar main sikhaaoon tujhko
Teri in adaaon ne
Haai, teri in adaaon ne is dil ko ghaayal kar diya
Jeeye hum kis tarah jaanam – 2
Jeena hi mushkil kar diya
Teri in adaaon ne is dil ko ghaayal kar diya
Jeeye hum kis tarah jaanam
Jeena hi mushkil kar diya
Teri in adaaon ne

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *