Thandi Hawa Ke Jhonke
thandi hawa – 3
thandi hawa ke jhonke
mera sandes le ke
saajan ke paas jaana
baad-e-saba
baad-e-saba ke jhonke
mera sandes le ke
saajan ke paas jaana
thandi hawa
thandi hawa ke jhonke
wo so raha ho raha ho shaayad
to shor na machaana
dhimein se haule-haule – 2
kuchh munh mein gunagunaana
jo muskura ke dekhe – 3
sab haal kah sunaana
thandi hawa – 3
thandi hawa ke jhonke
mera sandes le ke
saajan ke paas jaana
baad-e-saba
baad-e-saba ke jhonke
koyi yaad teri lekar
taaron ko gin raha hai
aur aas teri baandhe – 2
phuulon ko chun raha hai
tumako qasam hai meri – 3
ab der na lagaana
thandi hawa – 3
thandi hawa ke jhonke
mera sandes le ke
saajan ke paas jaana
baad-e-saba – 3
baad-e-saba ke jhonke