Lyrics of song

Tu Hai Meri

tu hai meri main hoon tera aaja meri bahon main aa aaaaaa
jeena mera mushkil bara tere bina kerde jeena aasan mera
dil main jo mere rehta hai kia tu ne us ko dekha hai tere jaisi hai ya chahra tera
tu ne kaha hai saath jiyain ge hum duniya ke saath gham sahain ge
main kehta hoon saath marain ge mer bhi gaiy to yadoon main rahain ge kabhi merti nahi hai sachi wafa
tu hai meri main hoon tera aaja meri banhon main aa jeena mera mushkil bara kerde jeena aasan mera
nananananananananananananana
tu jo kahegi chahat say aage rasta koi hai manzilain bhi hain kia
main yah kahoonga tu meri manzil hai rasta mera
chal pare to peeche kia dekhna
tu hai meri main hoon tera aaaa aaja meri banhon main aa
jeena mera mushkil bara tere bina kerde jeena aasan mera aaaa.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *