Lyrics of song

Tumpe Dil Aa Gaya

tumpe dil aa gaya – 2
ho ho ho ho
ho ho ho ho
ha ha ha ha
tumpe dil aa gaya – 4
main deewana hoon mohabbat mein
haa mohabbat ki kasam
jaadu kya kar diya jaadu sa chha gaya
tumpe dil aa gaya – 2
teri baahon mein aaj hi main jaan de du agar
toh kya mera yakeen hoga zara bolo dilbar
yeh na mumkin hain kasam se main rahu tumse judaa
meri duniya hain mohabbat tum mohabbat ke khuda
dil kya jaan bhi sanam ab tumpe hain fida
tumpe dil aa gaya – 2

tanha raaton mein jaag kar hamne dekha hain sanam
zindagi chal nahi sakti tere bin ek kadam
tere khwaabon mein dubb kar hamne socha hain yahi
jiski har pal hain zaroorat tum zaroorat ho wahi
itna zyaada sanam hampe marte ho kya
tumpe dil aa gaya – 2
main deewana hoon mohabbat mein haa mohabbat ki kasam
jaadu kya kar diya jaadu sa chha gaya
tumpe dil aa gaya – 2

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *