Lyrics of song

Tumse Milne Ki Tamanna Hai

(tumse milne ki tamanna
hai pyar ka irada hai
aur ek wada hain jaanam) – 2
jo kabhi hum mile
toh zamana dekhega apna pyar
o mere yaar – 2
tumse milne ki tamanna
hai pyar ka irada hai
aur ek wada hain jaanam
jo kabhi hum mile
toh zamana dekhega apna pyar
o mere yaar – 2
tumse milne ki tamanna
hai pyar ka irada hai
aur ek wada hain jaanam

(main shayar nahi deewana nahi
main aashiq nahi parwana nahi) – 2
mili jabse nazar tabse jaan-e-jigar – 2
main ho gaya deewana – 2
ab jaane kya hoga jaan-e-jana
(tumse milne ki tamanna
hai pyar ka irada hai
aur ek wada hain jaanam) – 2

(kya pata phir kaha kab mulaakat ho
woh haseena se phir dil ki baat ho) – 2
uske jaisi haseen maine dekhi nahi – 2
rokega kya zamana maine dil mein hai thana
mujhko use hai abhi apna banana
(tumse milne ki tamanna
hai pyar ka irada hai
aur ek wada hain jaanam) – 2
jo kabhi hum mile
toh zamana dekhega apna pyar
o mere yaar – 2
tumse milne ki tamanna
hai pyar ka irada hai
aur ek wada hain jaanam

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *