Lyrics of song

Uff Ui Ma Loot Gayi Main Toh Sanam

uff ui ma…..
kya teri nazar kya teri ada – 2
ho gayi jaanam tujhpe fida
abb tere bina na jina hai, abb tere bina na marna hai
(uff ui ma loot gayi main toh sanam
dor kat gayi tere pyaar mein sanam) – 2

tujhse ??? khili mere dil ki kali
main ashq laga ke baithi hoon
jabse dekha tujhko mujhko tadpaaye mere dil ki tanhaayi
aaja aaja gale laga ja, inn honton ka ras tu pi ja
paanv pakad ke le ja mujhko iss duniya se door kahin
(uff ui ma loot gayi main toh sanam
dor kat gayi tere pyaar mein sanam) – 2

tum saathh ho toh lagata hai aise, jannat dharati par chaayi hai
tere pyaar ki madhoshi se, sudh budh meri kho gayi hai
na ja na ja chhodake na ja, aur bhi mujhse pyaar kiye ja
tu hi tu hai mujhpe chhaya, abb na koi aur sahi
(uff ui ma loot gayi main toh sanam
dor kat gayi tere pyaar mein sanam) – 2
kya teri nazar kya teri ada, ho gayi jaanam tujhpe fida
abb tere bina na jina hai, abb tere bina na marna hai
(uff ui ma loot gayi main toh sanam
dor kat gayi tere pyaar mein sanam) – 2

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *