Lyrics of song

Upar Khuda Aasmaan

Upar khuda aasmaan neeche jahaan
Sab hain magar haaye tujhe dhoonde nazar
Tu aaya na aayi khabar
Balama jalama, balama jalama
Kachche dhaage sache pyaar ke na todna
Tere bin
Tere bin nahi jeena mar jaana dholna
Tere bin nahi jeena mar jaana dholna
Tere bin nahi jeena mar jaana dholna
Tere bin nahi jeena mar jaana dholna
Balama jalama
Kachche dhaage sache pyaar ke na todna
Tere bin
Tere bin nahi jeena mar jaana dholna
Tere bin nahi jeena mar jaana dholna

Kuch nahi haath mere sab kuch le gaya tu
Chhor gaya bas yaadein
Kuch nahi haath mere sab kuch le gaya tu
Chhor gaya bas yaadein
Kitne geet the in honthon par
Ab kitni bhari yaadein
Tu kahan kho gaya bewafa ho gaya
Sach bata pyaar mein jhoot nahi bolna
Tere bin
Tere bin nahi jeena mar jaana dholna
Tere bin nahi jeena mar jaana dholna
Tere bin nahi jeena mar jaana dholna
Tere bin nahi jeena mar jaana dholna

Kehte hain log saare ek din laut ke pardesi ghar aayenge
Tab tak kaun jeeyega hum to gham se mar jaayenge
Yeh tujhe kya pata dil hai woh aaina
Tod ke phir jise mushkil hai jodna
Tere bin
Tere bin nahi jeena mar jaana dholna
Tere bin nahi jeena mar jaana dholna
Tere bin nahi jeena mar jaana dholna
Tere bin nahi jeena mar jaana dholna

Upar khuda aasmaan neeche jahaan
Sab hain magar haaye tujhe dhoonde nazar
Tu aaya na aayi khabar
Balama jalama, balama jalama
Kachche dhaage sache pyaar ke na todna
Tere bin
Tere bin nahi jeena mar jaana dholna
Tere bin nahi jeena mar jaana dholna
Tere bin nahi jeena mar jaana dholna
Tere bin nahi jeena mar jaana dholna
Tere bin nahi jeena mar jaana dholna
Tere bin nahi jeena mar jaana dholna
Tere bin nahi jeena mar jaana dholna
Tere bin nahi jeena mar jaana dholna

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *