Lyrics of song

Yaad Piya Ki Aayi

yaad piya ki aayi – 2
main kya karoon yaad piya ki aayi
mann ki pida shor machaaye – 2
saari saari ryan – 2
main kya karoon yaad piya ki aayi – 2

naina more pi ka dhunde, ek pal naahi chain
maahi ve woh maahi ve
dukhda rovu kiske aage, roye pagle nain
main kya karoon yaad piya ki aayi – 2

akbiyon mein hai nir ka saagar, ho0nton par hai bair??
maahi ve woh maahi ve
bedardi mitwa ne chhina more mann ka chain
main ka karoon yaad piya ki aayi – 2
mann ki pida shor machaaye – 2, saari saari ryan
main ka karoon yaad piya ki aayi – 2

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *