Lyrics of song

Yaadein Yaad Aati Hain

Yaadein .. yaad aati hain
Jaan meri, jaan meri, jaan jaati hai
Yaadein .. yaad aati hain
Ho jaan meri, jaan meri, jaan jaati hai

Yaadein .. yaad aati hain
Ho jaan meri, jaan meri, jaan jaati hai

Jab door hote ho tum
Kyun mujhe darr sa lagey
Jab door hote ho tum
Kyun mujhe darr sa lagey
Raaton ke sanaaton mein
Saaya judaa se lagey
Yaadein .. yaad aati hain
Ho jaan meri, jaan meri, jaan jaati hai

Dil ke dariche mein jo
Chupke se dastak si ho
Dil ke dariche mein
Chupke se dastak si ho
Koi tere aahat hai
Kyun mujhko aisa lagey
Yaadein .. yaad aati hain
Jaan meri, jaan meri, jaan jaati hai

Yaadein .. yaad aati hain
Haan jaan meri, jaan meri, jaan jaati hai

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *