Lyrics of song

Yaara Na Dil Laga Phas Jaayega

yaara na dil laga phas jaayega

(yaara na dil laga phas jaayega
yuun na kar ikraar phas jaayega) – 2
sunlo na yaar mushkil hai pyaar
jaaye karaar yaara
dillagi mein na ja phas jaayega
yuun na kar ikraar phas jaayega
yaara na dil laga phas jaayega
yuun na kar ikraar phas jaayega

(yeh jo jawaani hai, bilkul deewaani hai
hoga kya jaane na jaane na) – 2
mushkil mein hogi jaan phas jaayega
yuun na kar ikraar phas jaayega
yaara na dil laga phas jaayega
yuun na kar ikraar phas jaayega
sunlo na yaar mushkil hai pyaar
jaaye karaar yaara
dillagi mein na ja phas jaayega
yuun na kar ikraar phas jaayega
yaara na dil laga phas jaayega
yuun na kar ikraar phas jaayega

(kaisi naadaani hai, ?? rawaani hai
paagal hai jaane na jaane na) – 2
mushkil mein hogi jaan phas jaayega
yuun na kar ikraar phas jaayega
yaara na dil laga phas jaayega
yuun na kar ikraar phas jaayega
sunlo na yaar mushkil hai pyaar
jaaye karaar yaara
dillagi mein na ja phas jaayega
yuun na kar ikraar phas jaayega
yaara na dil laga phas jaayega
yuun na kar ikraar phas jaayega

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *