Lyrics of song

Yaari Teri Yaari

Tu mukaam hai main zariya hoon
Haan barish ki boondhein hai tu, main dariya hoon
Teri meri baaton mein, ek mazaa hai
Teri meri yaari ye hai,
humse milke bhi koi doosra humsa hai na koi
Yaari teri yaari, yaari teri yaari

Tu din hai main tujh mein ik lamha hoon
Ooo tu mujh mein main tujh mein samaya hoon
Teri meri baaton mein, ek mazaa hai
Teri meri yaari ye hai,
humse milke bhi koi doosra humsa hai na koi
Yaari teri yaari, yaari teri yaari
Hum se hai khushiyan, hum se zamana
Baatein kahega tumse, doondhe bahana
Kadamo se miley kadam, hota na rozana
Hamara ye karvan, likhe ga fasana

Teri kurbat se main bana hoon
Tu kahan hai, main yahan hoon
Teri meri baaton mein, ek mazaa hai
Teri meri yaari ye hai,
humse milke bhi koi doosra humsa hai na koi
Yaari teri yaari, yaari teri yaari
Yaari teri yaari, yaari teri yaari

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *