Lyrics of song

Ye kaisi mulakat hai

Chorus:
La La La La La (2)
Ah Ah Ah (3)
Girl:
Ye Kaisi Mulakat Hai, Mein Kis Khumar Me Hou (2)
Tun Aake, Jaa Chuka Hai, Mein Inteza~Ar Mein Houn
Boy:
Yeh Kaisi Mulakat Hai, Mein, Kis Khumar Mein Houn (2)
Tun Aake Jaa Chuki Hai, Mein Intezar Mein Houn
Girl:
Yeh Kaisi Mulakat, Mein, Kis Khumar Mein Houn
Yeh Kaisi Mulakat Hai
Girl:
Kabhie Sharmaaoun, Kabhie Ghabaraaoun
Kabhie Anjaane~, Gale Lag Jaaoun
Chorus:
La La La La La

Girl:
Ha, Kabhie Sharmaaoun, Ho Kabhie Ghabaraaoun
Kabhie Anjaane, Gale Lag Jaaoun
Boy:
Hey, Yeh Kya Masti, Yeh Kya Alaam Hai
Humein Behekaaye, Kaisa Mausom Hai
Girl:
Yun Khiza Mein, Lag Raha Hai
Mein Bahaaar Mein Houn
Boy:
Yeh Kaisi Mulakat Hai, Mein, Kis Khumar Mein Houn
Yeh Kaisi Mulakat Hai
Chorus:
La La La La (Shehenaayi)
Boy:
Hey Jise Mein Chaahoun, Vo Dil Jaani Tun
Tera Raja Mein, Ha Meri Rani Tun (Repeat)
Girl:
Ha~, Naya Jorda Hai, Nayi Saari Hai
Nayaa Bangla Hai, Nayi Ghardi Hai
Deewani Mein Na Khudke, Ikhtiyar Mein Houn
Boy:
Yeh Kaisi Mulakat Hai, Mein Kis Khumar Mein Houn (2)
Tun Aake Jaa Chuki Hai, Mein Intezar Mein Houn
Girl:
Yeh Kaisi Mulakat Hai, Mein, Kis Khumar Mein Houn
Tun Aake Jaa Chuka Hai, Mein Intez~Ar Mein Houn
Yeh Kaisi Mulakat Hai, Mein Kis Khumar Mein Ho~Un

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *