Yeh Achha Kiya Ke Tum Aa Gaye
akele mein ham toh ghabra rahe the – 4
yeh achha kiya ke tum aa gaye – 2
hamein tum bahut hi yaad aa rahe the – 2
yeh achha kiya ke tum aa gaye – 2
(josh-e-junoon tha ham pe taari
lamha lamha lagta tha bhari) – 2
maayus ham toh huye jaa rahe the – 2
yeh achha kiya ke tum aa gaye
tum aa gaye – 2
akele mein ham toh ghabra rahe the – 2
yeh achha kiya ke tum aa gaye – 2
(tumhare siva mera kaun hai apna
sapna tum ho apna mera sapna) – 2
naam tumhara liye jaa rahe the – 2
yeh achha kiya ke tum aa gaye
tum aa gaye – 2
akele mein ham toh ghabra rahe the – 2
yeh achha kiya ke tum aa gaye – 2