Lyrics of song

Yeh Asmaan Yeh Zameen

Yeh asmaan yeh zameen, tu basi hai har kahin
Yeh asmaan yeh zameen, tu basi hai har kahin
Tere bin mera jeena nahin
Tere bin kuch nahin, tere bin kuch nahin – 4 times

Suni suni raatein, balhayein teri yaadein
Kahan le chali mujhko deewangi
Suni suni raatein, balhayein teri yaadein
Kahan le chali mujhko deewangi
Tu ?shums? main kamar mein
Zameen pe reh guzar mein
Hai rehti wahan pe teri dilkashi
Ho na jaaun paagal, ho na jaaun paagal
Hai kaarvan phir bhi kami
Tu basi hai har kahin
Tere bin mera jeena nahin
Tere bin kuch nahin, tere bin kuch nahin – 4 times

Armaano mein basi hai, tu khwabon mein basi hai
Tu dikhti har jagah pe, tu kahan hai chupi
Hai doondhi duniya saari, ye zindagi guzari
Kahin te mile mujhko teri parchai
Ho gaya hoon ghayal, yaad aaye har pal
Main kahan tu kahin, aisi apni zindagi
Tere bin mera jeena nahin
Tere bin kuch nahin, tere bin kuch nahin – 4 times

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *