Lyrics of song
Yeh Chaand Yeh Sitaare
ye chaand ye sitaare ye saath teraa-mera
shab-e-zindagi ka na ab ho savera
dilaruba o dilaruba
dil ki tamanna aai labon par
aaj ki raat ye umr nichhaavar
ye chaand ye sitaare …
aankhen aankhon mein daal ke haradam
kah do kabhi na honge juda ham
ye chaand ye sitaare …