Lyrics of song

Yeh Zamana Yeh Zamana

Yeh zamana, yeh zamana
Kya karega yeh zamana
Yeh zamana yeh zamana
Kya karega yeh zamana
Yeh meri teer-e-nazar
Hai badi hi jadugar
Tujhpe tana hai nishaana
Yeh zamana, yeh zamana
Kya karega yeh zamana
Yeh zamana yeh zamana
Kya karega yeh zamana

Tumko paana tumko paana
Hai humari aarzoo
Kab se dilbar kar rahe the
Hum tumhaari justejoo
Ek dafa bas ek baar
Aa jao baahon mein yaar
Phir humko tum aasmaana
Yeh zamana, yeh zamana
Kya karega yeh zamana
Yeh zamana yeh zamana
Kya karega yeh zamana
Yeh meri teer-e-nazar
Hai badi hi jadugar
Tujhpe tana hai nishaana
Yeh zamana, yeh zamana
Kya karega yeh zamana

Chaand taare tod laayein
Oh sanam tere liye
Hum to duniya mein hain aaye
Eh sanam tere liye
Aap hain mera guru
Aap se mujhko suru
Aap se dil ka afsana
Yeh zamana, yeh zamana
Kya karega yeh zamana
Yeh zamana yeh zamana
Kya karega yeh zamana
Yeh meri teer-e-nazar
Hai badi hi jadugar
Tujhpe tana hai nishaana
Yeh zamana, yeh zamana
Kya karega yeh zamana
Yeh zamana, yeh zamana
Kya karega yeh zamana

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *