Lyrics of song
Banake Deewana Bhoolna Nahi
ho
(dhaga wafao ka na toote kahin
teri mohabbat pe hain mujhko yakeen
bhoolna nahin – 2
banake deewana bhoolna nahin ) – 2
dhaga wafao ka na toote kahin
teri mohabbat pe hain mujhko yakeen
bhoolna nahin – 2
(mar meetey hain hum teri adaa pe
kar bhi lo tum aaitbaar meri wafa pe) – 2
bhoolna nahin – 2
banake deewana bhoolna nahin
(yaad rakhna dhadkanon ka wada
humne chaha hain tumhe chahat se jyada) – 2
bhoolna nahin – 2
banake deewana bhoolna nahin
dhaga wafao ka na toote kahin
teri mohabbat pe hain mujhko yakeen
bhoolna nahin – 2
banake deewana bhoolna nahin