Lyrics of song
Bhool Na Jaana Aaj Ki Baate
bhool na jaana aaj ki baatein
ye upvan ye samay suhaana
bhool na jaana
donon ka aakaar mil jaana
bhool na jaana
donon ka aakaar mil jaana
bhool na jaana
chupna rukna aur sharmaanaa
chupna rukna aur sharmaanaa
bhool na jaana bhool na jaana
khushi se hain man phula phula
kaisa pyara pyara jhoola
jhoolan apna
aur jhoolna
bhool na jaana aaj ki baatein
bhool na jaana
dil se dil ka taar milakar
prem ka sundar saaz bajaakar
jhoom jhoom
jhoom jhoom donon ka gaana
a a a ha ha ha ha
bhool na jaana aaj ki baaten
bhool na jaana