Lyrics of song

Channa Ve Channa, Channa Ve Channa………

aawaara manjar, dil aashiqaana
pehlu mein dilbar aalam suhaana
deewaaro se abb chhutke
chaahu tujhe main tutke
channa ve channa, channa ve channa………

(aa main bichhaadu khushbu badan ki
trishna mita du tere deewaane pan ki) – 2
aahon mein hai thandi agan
bass mein nahi mann ki lagan
channa ve channa, channa ve channa………

dil tenu dita tenu ?? maange
jindagi de saare armaan bhi da mmange

(betaabiyaan hai sargarmiyaan hai
khaamoshiyon mein bhi toh sarghoshiyaan hai) – 2
paagal kiya ehsaas ne
mar jaaye na iss pyaas mein
channa ve channa, channa ve channa………
soniye….
channa ve channa, channa ve channa………

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *