Lyrics of song

Dushamana, Rehnuma, Tujhpe Hai Abb Toh Yeh Meri Jaan Nisaar

dushamana, rehnuma, tujhpe hai abb toh yeh meri jaan nisaar – 2
jaan nisaar, jaan nisaar…..
hai raqeeb tu mera – 2

aalam behka behka, manjar hai dhuwaan sa
saansein pyaasi pyaasi, mausam badguma sa
ansuni ankahi main tere ishq ki daastaan
tujhpe hai abb toh yeh meri jaan nisaar – 2
jaan nisaar, jaan nisaar…..
hai raqeeb tu mera – 2

armaan jaage jaage, raate soyi soyi
main bhi duba duba, tu bhi khoyi khoyi
do kadam hum badhe toh mite bereham duriya
tujhpe hai abb toh yeh meri jaan nisaar
hai raqeeb tu mera – 2

hai raqeeb tu mera

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *