Lyrics of song

Dekhte Dekhte Aapko Dekhna Achcha Laga

(dekhte dekhte hmm hmm hmm…
aapko dekhna achcha laga, achcha laga) – 2
aapke baare mein sochna, saajana, achcha laga, achcha laga – 2
dekhte dekhte ho o o o o…
aapko dekhna achcha laga, achcha laga…

(aap aur mere bich ka faasala
aapki yaadon ka hasi kaafila) – 2
aapake jo saath mein ji liya woh lamha
ji liya woh lamha, achcha laga, ho o o o achcha laga…
dekhte dekhte hmm hmm hmm…
aapko dekhna achcha laga, achcha laga…

yeh aapkahi pyaar hai, jo aap ko achcha laga – 2
sach toh yeh hai ki pyaar yeh humko bhi achcha laga
achcha laga, achcha laga

aap ka sajana sawarna sanam, aap ka sawarke woh rakhna kadam – 2
aapke jo paav ke (chumata hai woh rasta – 2)
achcha laga, achcha laga ho o o achcha laga
dekhte dekhte ho o o o o…
aapko dekhna achcha laga, achcha laga…

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *