Ghaflat Na Thi Tassbure Didaar-E-Yaar Tha
ghaflat na thi tassbure didaar-e-yaar tha – 2
nazaara yeh jamaal mein gum??- 2
intjaar tha
ghaflat na thi tassbure didaar-e-yaar tha
huaal?? mein sukun mein – 2
ke aalam sukun mein hai
huaal?? mein sukun mein, ke aalam sukun mein hai
main bekarar tha – 2
ke jahaan bekaraar tha
main bekarar tha, ke jahaan bekaraar tha
ghaflat na thi tassbure didaar-e-yaar tha
saathi teri sharaab mein – 2
yeh khaas baat thi
saathi teri sharaab mein, yeh khaas baat thi
nasha bakadre hausalaaye baadaakhaar tha – 2
ghaflat na thi tassbure didaar-e-yaar tha
koi gunaah hosh se badhkar gunaah nahi – 2
jo mast ho gaya wo – 3
bada hoshiyaar tha
jo mast ho gaya wo, bada hoshiyaar tha – 2
main ho gaya gubbaare rahe dost ai jaheen – 2
phir bhi kisike khaatire – 2
naazuk pebaar tha
ghaflat na thi tassbure didaar-e-yaar tha
nazaara yeh jamaal mein gum?? intjaar tha