Lyrics of song

Har Ik Lab Par Hai

Har Ik lab par hai, Har Ik lab par hai, Teri Humdo Sanaa
Har soch me har saaj me hai mozood hai tu,

Tere hi naam se, har ibtidaa hai,
tere hi naam tak har intihan hai
Teri humdo sanaa, Alhumdo Lillah,
Ke Tu mere muhammad ka khuda hai

Alla hoo Alla hoo Alla hoo, Alla hoo Alla hoo Alla hoo – 2

Ye jamin jab na thi, Ye jahaan jab na tha,
Chand Suraj na the, Aasma jab na tha,
Raje hak bhi kisi par aaya jab na tha
Tab na tha kuch magar, tha magar tu hi tu.

Alla hoo Alla hoo Alla hoo, Alla hoo Alla hoo Alla hoo – 2

Tujo har aan nayi saan dikha deta hai,
Didaye sokh ko heran bana deta hai,
Dali Dali teri Takhlik ke gun gati hai,
Patta patta teri kudarat ka pata deta hai

Alla hoo Alla hoo Alla hoo, Alla hoo Alla hoo Alla hoo

La Ilaha teri saan Ya Vahdahu
Tu khayalo ka jastus tu hi aarzoo
Aankh ki Roshani, Dil ki aawaz tu,
Ha bhi tu, hai bhi tu, Aur bhi tu hi tu.

Alla hoo Alla hoo Alla hoo, Alla hoo Alla hoo Alla hoo – 4

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *