Lyrics of song

Jeena Kya Tere Bina, Marna Bhi Hoga Gunha

jeena kya tere bina, marna bhi hoga gunha
abb toh ai jaan-e-wafa, tanaha huva main) – 2
dhundu nishaan – 4 main tera

(kyun, kyun shaam se pathara gayi aankhein meri
yuun mujhse juda kyun hai pata manjil teri) – 2
raatein raatein hai khafa, subah kab degi shifaah
abb toh ai jaan-e-wafa, tanaha huva main

(dil, dil ka makaan viraan hai, sunsaan hain
inn deewaarogar se roshani anjaan hain) – 2
haan aisa pehli dafa dil ko yeh lage laga
abb toh ai jaan-e-wafa, tanaha huva main
jeena kya tere bina, marna bhi hoga gunha
abb toh ai jaan-e-wafa, tanaha huva main
dhundu nishaan – 4 main tera

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *