Lyrics of song

Jeevan Hain Bekaar

jeevan hai bekaar bina tumhaare bina tumhaare
soona sab sansaar bina tumhaare bina tumhaare
bina tumhaare in nainan mein ghor andhera chhaaye
chalti hui hava tham jaaye sukh ki saans na aaye
toote dil ke taar bina tumhaare bina tumhaare

ham se na bhedh chupaao sajni
khud bano na hamein banaao
man mein aur zubaan par bhala ye kaisa dhoka
jiski man mein chaah usi ko ye roka vo toka
kaun kahega preet ise ye kaisa ulta pyaar
jeevan hai bekaar

tum ho o o
tum ho paas jo ujri bagiyaan pal bhar me bas jaaye
maut zindagi bane anokhi rangat mooh par aaye
 mast hawaaye haseen khushi ki goonj uthe champa
jeevan hai bekaar

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *