Lyrics of song

Main Toh Tere Pyar Mein Deewana Ho Gaya

main toh tere pyar mein deewana ho gaya – 2
dilruba yeh bata kya karu tere siva
main toh tere pyar mein deewana ho gaya – 2
aa~ …

dasne lagi hain mujhe kyon yeh tanhaaiyan
har pal main dekhu bas teri parchhaiyaan
rab di kasam main toh jaana tere pyar mein
bhale marr jaaun par sahu na judaaiyaan
jaanejaa meharbaan bin tere jaaun kaha
main toh tere pyar mein deewana ho gaya – 2
dilruba yeh bata kya karu tere siva
main toh tere pyar mein deewana ho gaya

rog yeh anokha mila mujhe tere pyar mein
tadpu main tere bin ghadi ghadi palchhin
uljha ke chhoda tune isi rozgaar mein
tu bata jaanejaa vaasta pyar ka
main toh tere pyar mein deewana ho gaya – 2
dilruba yeh bata kya karu tere siva
main toh tere pyar mein deewana ho gaya
main deewana ho gaya
ho deewana ho gaya
ha deewana

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *