Lyrics of song

Mera Sahara Tu Hain Sanam

hey hey ….
shola badan bhola sa mannn aankho mein itna apnapan – 2
aaise na tum taarif karo bas mein nahi dil ki dhadkan
tu hain mohabbat ki sargam ho ho tu hain mohabbat ki sargam
sach kehta hu teri kasam rehna hamesha saath mere
mera sahara tu hain sanam mera sahara tu hain sanam

kitna pyara tu hain sanam sirf hamara tu hain sanam – 2
rehna hamesha saath mere
mera sahara tu hain sanam – 2

main hu teri tu hain mera yaad nahi kutch iske siwa – 2
teri khushi meri khushi tu hi toh hain meri duniya
pyar yu hi karna har dam ho pyar yu hi karna har dam
chahe badal jaaye mausam rehna hamesha saath mere
mera sahara tu hain sanam – 2
kitna pyara tu hain sanam sirf hamara tu hain sanam – 2
rehna hamesha saath mere
mera sahara tu hain sanam – 2

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *