Lyrics of song

Meri jaan meri jaan

Meri Jaan, Meri Jaan
Pyaar Kisi Se
Ho Hi Gaya Hai
Hum Kya Karen
Meri Jaan, Meri Jaan
Pyaar Kisi Se
Ho Hi Gaya Hai
Hum Kya Karen

Hum Kya Karen Haye
Koi Kya Kare
Dil Jo Diya Hai
Hum Kya Karen

Meri Jaan, Meri Jaan

Bhuli Thi Mein Haye Kya Thi Khabar
Aa Aa Aa Aa
Aa Aa Aa Aa
Lootegi Yun Mujhe Oonki Nazar
Aa Aa Aa Aa
Aa Aa Aa Aa
Bhuli Thi Mein Haye Kya Thi Khabar
Lootegi Yun Mujhe Oonki Nazar
Na Hote Mukabil Na Dil Haarte Hum
Yeh Apni Khata Hai
Gila Kya Karen

Meri Jaan, Meri Jaan
Pyaar Kisi Se
Ho Hi Gaya Hai
Hum Kya Karen
Wai Wai Wai Wai
Meri Jaan, Meri Jaan
Pyaar Kisi Se
Ho Hi Gaya Hai
Hum Kya Karen

Dil Ki Nigahon Ne Ghayal Kiya
Aa Aa Aa Aa
Aa Aa Aa Aa
Lenge Oonhi Se Dil Ki Dava
Aa Aa Aa Aa
Aa Aa Aa Aa
Dil Ki Nigahon Ne Ghayal Kiya
Lenge Oonhi Se Dil Ki Dava
Na Hum Muskurate Na Woh Paas Aate
Usi Ki Mili Hai
Saza Kya Karen

Meri Jaan, Meri Jaan
Pyaar Kisi Se
Ho Hi Gaya Hai
Hum Kya Karen
Wai Wai Wai Wai
Meri Jaan, Meri Jaan
Pyaar Kisi Se
Ho Hi Gaya Hai
Hum Kya Karen

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *