Lyrics of song

Pyar Ghar Aaya Re

Aaya re Aaya mara Piya Ghar Aaya – 6

Ho mare aangna me man mara nache re ke piya ghar aaya re – 2
Ho me to ho gayi ho gayi Bawariya re ke piya ghar aaya re

Aaya re Aaya mara Piya Ghar Aaya – 4

Saj dhaj ke me darpan dekhu khud ki nazar utaru re – 2
Chhat pe bethi Sajana teri pal pal rah nihanu re

Ho meri Gali me, Ho meri gali me
Meri gali me ye sor macha re Ke Piya ghar aaya re

Ho mare aangna me man mara nache re ke piya ghar aaya re – 2

Aaya re Aaya mara Piya Ghar Aaya – 4

Sajan aaya re sakhi me kai manvar karu
chan bharu gaj motiya, upan nain dharu

Sawan ki rimzim ye bole, milan ki rut ab aayi re – 2
Saam dhale kholega gungata, soch ke me sarmayi re

Ho chanda jake tu, ho chanda jake tu. Ho chanda jake kahi pe tu chhupaja re

Ke piya ghar aaya re
Ho mare aangna me man mara nache re ke piya ghar aaya re – 2
Ho me to ho gayi ho gayi Bawariya re ke piya ghar aaya re

Aaya re Aaya mara Piya Ghar Aaya – 10

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *