Lyrics of song

Tu Jaha Bhi Jaayegi – Part 3

aankhon se dekha nahi maine sachhe pyar ko
sun saki na main kabhi dhadkanon ke taar ko
saath jeene marne ka tumse ab ikraar hain
aaj kehti hoon sanam mujhko tumse pyar hain
mujhko tumse pyar hain
i love you my angel tujhe kabhi na main bhulaaunga – 6

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *