Lyrics of song

Yeh Kaun Aaya

oh ho ho ho ho ho ho ho
ta ra ra ram ta ra ra ra ram
ha ha ha ha
ta ra ra ram ta ra ra ra ram

ye kaun aaya
( ye kaun aaya
ke mere dil ki duniya mein bahaar aayi )  -2
ye kaun aaya

achanak ye mere haathon mein
kiska haath aaya hai
na main jaanu na dil jaane
wo apna ye paraya hai
ye kaun aaya
ke main apni hi dhadkan
sun ke sharmaya

ye kaun aaya
ke mere dil ki duniya mein bahar aayi
ye kaun aaya

dulhan ban ke jawani ki
umangen gungunati hain
bata hai kaun aankhon mein
ke aankhen muskurati hain
bikhar ke kiski baanhon se
ye meri zulf laharaayi

ye kaun aaya

ye kaun aaya
ke mere dil ki duniya mein bahaar aayi
ye kaun aaya

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *